kaisi yeh jeeevan ki kahani hai,
kabhi socho to bahta paani hai,
kuchh palon ko jeekar jinda rahte hain ham,
kuchh khas ni teri meri kahani hai yeh,
mil gaye kuchh yaar to sawar gayi yeh,
dosti yaari pyaa se nikhar gayi yeh,
jo yaar ki judai ka ehsaas hua to,
bankar ash aankhon se bikhar gayi yeh,
har lamha kuchh yaad churaye baitha hai,
kuchh khwab band palkon me sajaaye baitha hai,
mill gayi rahat jo mila kisi haseen ka saath,
raaton ko uth uth kar uski yaad me jagaaye baitha hai

0 comments:
Post a Comment