HELO EVERYONE I AM Anoop Verma .BASICALY I M FROM FATEHPUR.THIS IS A BLOG RALATED TO ALL THOSE PEOPLE WHO R MY FRIENDS,OR WANT TO BE MY FRIENDS.I HAVE WRITTEN THESE LINES ACCORDING TO MY EXPERIENCE.WHAT LIFE HAS TAUGHT ME,THESE R THE REAL EXPERIENCES THAT I HAVE EARNED FROM MY LIFE.

Friday, April 23, 2010

aahista aahista

yeh waqt bhi gujar jayega aahista aahistaa,
bas yaadon me simat jaayega aahista aahista,
jab ham mile achanak aapse,
ek rishte ki tarah jud gaye aapse ,
aapko apna sa pakar rahat si mili,
apni tanhaiyon ko jaise maangii mahfil mili
aur dosti ka safar chal pada aahista aahista,
yeh waqt bhi gujar jayega aahista aahista,
bas yaadon me simat jayega aahista aahista,
milkar aapse har saccahai se wakif hua,
jeevan ke jane anjaane pahluon ko chhua,
ham raaj hamkhyal bane aap aur ham to,
har khushi paas aur gam door raha
mana ki waqt na hoga hame yaaad karne ka,
fir bhi ham yaad aayenge aahista aahista,
yeh waqt bhi gujar jayega aahista aahista,
bas yaadon me simat jayega aahista.

0 comments:

Post a Comment